[LIGHT INSTRUMENTAL MUSIC] Namaskar, mein hoon Sheryl Burgstahler, aur mein DO-IT Center direct karti hoon. Disabilities, Opportunities, Internetworking and Technology. Humare center ke adhik programs agencies ke dwara nidhi hain, aur iska akela karan, viklaand logo ki saphalta vishit roop se jo college aur karya karta, aur baaki sab kuch. Humara program, parivaar ke jaise ho gaya hai. Humara ek scholar, Dustine, 2013 mein program shuru kiya tha. DUSTINE: Mera naam Dustine hai, aur mein University of Washington School of Law ka student, Juris Doctor degree kar raha hoon jo 2014 mein khatam karne ki jaari hai Humare classes se maine swayan adhivakta seekha hai Khud ke liye khada hona zaroori hai. Maine DO-IT high school mein shuru kiya tha 2013 May maans ke kareeb, Maine DO-IT mein waapas join kiya Woh meri garmi kaal ki abhyaas ho gayi kyunki mein padhne waapas gaya, maine staff member ki madad ki, 2018 mein, jab mein undergraduate degree khatam kar raha tha University of Washington mein. Ek cheez jo mujhe DO-IT mein waapas bulati hai, hai meri jaanna ki meri jade kahaan hain. Vishesh roop se, meri vikalaangta, Asperger Syndrome ya Austim Spectrum, uski jaani hui naam. Par, meri ye tathi ki mein DO-IT ke dwara apne adhikaar aur uski tithi seekha hoon. Maine disability studies ki padhai apne degree mein seekha, Law, Societies and Justice, aur Political Sciences ke saath. Par meri disability studies se mujhe aur bhi khulaasa mili iske itihaas ke baare mein. Aur, usne wahi kanoon ko prabhaavit kiya aur mujhe humari adhikaar ko abhyaas banana hai. [MARCHING BAND KI GEETH] Kayin gatividhiyaan jo main itne saalon mein kiya, jab mein degree kar raha tha, sabse mahatvapoorn tha Husky Band. Mein band ke piccolo section mein maarch karta tha 4 saal ke liye. ["TEQUILA" GAANE KI AWAAZ] Apne junior aur senior year mein, maine Commuter and Transfer Commons HUB mein kaam kiya. Logon ki prashn aur inquiries ka uttar dene ke liye. Yeh bohot badi samman hai Husky 100 mein shaamil hone ka Maine apna phone dekha Aur mujhe e-mail aaya, "Congratualtions, you just got selected for the Husky 100." Aur mein- Aur mein aisa ho gaya Mujhe yakeen nahi hua Mujhe yakeen hi nahi hua ki mein Huski 100 mein meri chunna hui. Yeh chutti ke samay, maine Washington Civil and Disability Advocate mein kaam kiya. First- year law students ka ek class Legal Analysis, Research and Writing. Yani ki LARW. Maine uss hi class se sikha mere first year law school mein, aur maine usko istamaal kiya, motion drafting mein matlab court ko anurodh karna, clients ke madhukosh mein DO-IT community meri sahaayak hai Jabhi bhi mujhe zaroorat lagi, Degree ke liye aavas, Woh log meri sahaayta karte hain. Personal statements ke saath aur kabhi bhi kisi se baat karne ke liye Toh mein bhi kuch waapas dena chahta hoon. Mein Disability Rights Attorney banna chahta hoon aur desh ki seva karna chahta hoon. Yeh mujhe community ko kuch waapas dene ka mauka dega. Mera DO-IT ka pehla dost tha, jisko aankh sambandhith mushkilein thi Aur samay ke dauraan, mujhe mauka mila uske baare mein jankar baat cheet karne ka Aise roop ki connection shayad meri prerna badhati hai aur mujhe aur seekhne ko milta hai aur prabhaavpoorn bhi hai. Mein yeh samay meri kritagyata abhivyakt karna chahta hoon mere adhyapak, dost aur parivaar ko meri madad yahaan tak pohochne ke liye. Dhanyavaad sabko. DO-IT , tum ek prerna ho Tum prerna ho. Aur mein bohot kritagya hoon iss group shaamil lene ke liye Aur mein koodna karta hoon ki mein sabko garv kar sakta hoon Sach mein. [LIGHT INSTRUMENTAL MUSIC]