DO-IT Scholar Profile: Dustine
-
0:04 - 0:09[LIGHT INSTRUMENTAL MUSIC]
-
0:25 - 0:27Namaskar, mein hoon Sheryl Burgstahler,
-
0:27 - 0:29aur mein DO-IT Center direct
karti -
0:29 - 0:33hoon. Disabilities, Opportunities,
Internetworking and Technology. -
0:33 - 0:36Humare center ke adhik programs
-
0:36 - 0:39agencies ke dwara nidhi hain, aur iska
-
0:39 - 0:41akela karan, viklaand logo ki saphalta
-
0:41 - 0:44vishit roop se jo college aur karya karta,
-
0:44 - 0:46aur baaki sab kuch.
-
0:46 - 0:48Humara program, parivaar ke jaise
-
0:48 - 0:51ho gaya hai.
-
0:51 - 0:54Humara ek scholar, Dustine,
-
0:54 - 0:572013 mein program shuru kiya tha.
-
0:57 - 1:00DUSTINE: Mera naam Dustine hai,
aur mein -
1:00 - 1:02University of Washington School of Law
ka student, -
1:02 - 1:06Juris Doctor degree kar raha hoon
-
1:06 - 1:10jo 2014 mein khatam karne ki jaari hai
-
1:10 - 1:13Humare classes se maine
-
1:13 - 1:16swayan adhivakta seekha hai
-
1:16 - 1:17Khud ke liye khada hona
zaroori -
1:17 - 1:20hai. Maine DO-IT high school mein shuru
kiya tha -
1:20 - 1:232013 May maans ke kareeb,
-
1:23 - 1:25Maine DO-IT mein waapas join kiya
-
1:25 - 1:27Woh meri garmi kaal ki abhyaas ho gayi
-
1:27 - 1:30kyunki mein padhne waapas gaya,
-
1:30 - 1:33maine staff member ki madad ki,
-
1:33 - 1:362018 mein,
-
1:36 - 1:39jab mein undergraduate degree khatam kar
raha tha -
1:39 - 1:40University of Washington
-
1:40 - 1:44mein. Ek cheez jo mujhe DO-IT mein waapas
bulati hai, -
1:44 - 1:47hai meri jaanna ki meri jade kahaan hain.
-
1:47 - 1:51Vishesh roop se, meri vikalaangta,
Asperger Syndrome -
1:51 - 1:54ya Austim Spectrum, uski jaani hui naam.
-
1:54 - 1:57Par, meri ye tathi ki mein DO-IT
-
1:57 - 1:59ke dwara apne adhikaar aur uski
-
1:59 - 2:00tithi seekha hoon.
-
2:00 - 2:04Maine disability studies ki padhai apne
degree mein seekha, -
2:04 - 2:06Law, Societies and Justice,
-
2:06 - 2:07aur Political Sciences ke saath.
-
2:07 - 2:10Par meri disability studies se mujhe
-
2:10 - 2:12aur bhi khulaasa mili
-
2:12 - 2:14Iske-
-
2:14 - 2:15iske itihaas ke baare mein.
-
2:15 - 2:18Aur, usne wahi kanoon ko prabhaavit kiya
-
2:18 - 2:22aur mujhe humari adhikaar ko abhyaas
banana hai. -
2:22 - 2:25[MARCHING BAND KI GEETH]
-
2:25 - 2:28Kayin gatividhiyaan jo main itne
saalon mein kiya, -
2:28 - 2:30jab mein degree kar raha tha,
-
2:30 - 2:32sabse mahatvapoorn tha Husky Band.
-
2:32 - 2:35Mein band ke piccolo section mein maarch
karta tha -
2:35 - 2:364 saal ke liye.
-
2:36 - 2:39["TEQUILA" GAANE KI AWAAZ]
-
2:39 - 2:43Apne junior aur senior year mein,
maine Commuter and Transfer Commons -
2:43 - 2:45HUB mein kaam kiya.
-
2:45 - 2:51Logon ki prashn aur inquiries ka uttar
dene ke liye. -
2:51 - 2:55Yeh bohot badi samman hai
Husky 100 mein shaamil hone ka -
2:55 - 2:56Maine apna phone dekha
-
2:56 - 2:59Aur mujhe e-mail aaya, "Congratualtions,
you just got -
2:59 - 3:00selected for the Husky 100."
-
3:00 - 3:01Aur mein-
-
3:01 - 3:03Aur mein aisa ho gaya
-
3:03 - 3:05Mujhe yakeen nahi hua
-
3:05 - 3:07Mujhe yakeen hi nahi hua ki mein
-
3:07 - 3:09Huski 100 mein meri chunna hui.
-
3:09 - 3:13Yeh chutti ke samay, maine Washington
Civil and Disability Advocate mein kaam -
3:13 - 3:15kiya. First- year law students ka ek class
-
3:15 - 3:17Legal Analysis, Research and Writing.
-
3:17 - 3:19Yani ki LARW.
-
3:19 - 3:24Maine uss hi class se sikha
-
3:24 - 3:27mere first year law school mein,
-
3:27 - 3:30aur maine usko istamaal kiya,
motion drafting mein -
3:30 - 3:33matlab court ko anurodh karna,
-
3:33 - 3:36clients ke madhukosh mein
-
3:36 - 3:45DO-IT community meri sahaayak hai
-
3:45 - 3:48Jabhi bhi mujhe zaroorat lagi,
-
3:48 - 3:51Degree ke liye aavas,
-
3:51 - 3:53Woh log meri sahaayta karte hain.
-
3:53 - 3:55Personal statements ke saath aur
-
3:55 - 3:57kabhi bhi kisi se baat karne ke liye
-
3:57 - 3:59Toh mein bhi kuch waapas dena chahta
-
3:59 - 4:03hoon. Mein Disability Rights Attorney
banna chahta hoon -
4:03 - 4:10aur desh ki seva karna chahta hoon.
-
4:10 - 4:14Yeh mujhe community ko kuch waapas dene ka
mauka dega. -
4:14 - 4:16Mera DO-IT ka pehla dost tha,
-
4:16 - 4:20jisko aankh sambandhith mushkilein thi
-
4:20 - 4:22Aur samay ke dauraan, mujhe mauka mila
-
4:22 - 4:27uske baare mein jankar baat cheet karne ka
-
4:27 - 4:30Aise roop ki connection
-
4:30 - 4:32shayad meri
-
4:32 - 4:36prerna badhati hai
-
4:36 - 4:38aur mujhe aur seekhne ko milta hai
-
4:38 - 4:42aur prabhaavpoorn bhi hai.
-
4:42 - 4:44Mein yeh samay meri kritagyata abhivyakt
-
4:44 - 4:48karna chahta hoon mere adhyapak, dost aur
-
4:48 - 4:51parivaar ko meri madad yahaan tak
-
4:51 - 4:52pohochne ke liye.
-
4:52 - 4:54Dhanyavaad sabko.
-
4:54 - 4:57DO-IT , tum ek prerna ho
-
4:57 - 4:59Tum prerna ho.
-
4:59 - 5:08Aur mein bohot kritagya hoon iss group
shaamil lene ke liye -
5:08 - 5:11Aur mein koodna karta hoon ki mein
sabko garv kar sakta hoon -
5:11 - 5:14Sach mein.
-
5:14 - 5:15[LIGHT INSTRUMENTAL MUSIC]
-
5:16 - 5:22Subtitles created on the Amara.org platform.
- Title:
- DO-IT Scholar Profile: Dustine
- Description:
-
Dustine, a DO-IT Scholar and Ambassador, shares his thoughts about participation in the DO-IT Scholars program. Dustine has had many roles with DO-IT from a Scholar to a student assistant in our UW office. Dustine has his undergraduate degree from the University of Washington and is now pursuing his law degree at the UW. In this video, he reflects on the ways DO-IT impacted his education and career.
Also available with audio description: https://youtu.be/6kU9BTSdNOE.
- Video Language:
- English
- Team:
DO-IT
- Duration:
- 05:40
![]() |
Fran Ontanaya published Hindi subtitles for DO-IT Scholar Profile: Dustine | |
![]() |
Fran Ontanaya edited Hindi subtitles for DO-IT Scholar Profile: Dustine | |
![]() |
Aditi Ghosh published Hindi subtitles for DO-IT Scholar Profile: Dustine | |
![]() |
Aditi Ghosh edited Hindi subtitles for DO-IT Scholar Profile: Dustine | |
![]() |
Aditi Ghosh edited Hindi subtitles for DO-IT Scholar Profile: Dustine |