-
Hey
-
Itna makeup laga ke
-
Kab tak rasta dekhun, sajna?
-
Main pagli nahi, jo saal bitaaun
-
Piya, oh, tere bina
-
Itna makeup laga ke
-
Kab tak rasta dekhun, sajna?
-
Main pagli nahi, jo saal bitaaun
-
Piya, oh, tere bina
-
Tere sang kadam bhar ke
-
Main taaron tak saath chalungi
-
Kuch taare chun lena
-
Iss baar meri tu maang sajana
-
Sabki baraatein aayi
-
Sabki baraatein aayi, doli tu bhi laana
-
Dulhan bana ke humko, raja ji le jaana
-
Sabki baraatein aayi
-
Kangan mein diamond asli
-
Har ek ki nazar hai fisli
-
Ek tu hi missing sight se
-
Mere lips pe hasi hai nakli
-
Aashiq mera jaali nikla
-
Waadey ka khaali nikla
-
Itna kyun soch raha?
-
Jaldi tu hero ban ke aana
-
Sabki baraatein aayi
-
Sabki baraatein aayi, doli tu bhi laana
-
Dulhan bana ke humko, raja ji le jaana
-
Sabki baraatein aayi
-
Waadey poore mein karunga
-
Ferey bhi saath hi lunga
-
Thoda wait toh kar le
-
Baby, taaron se maang bharunga
-
Doli hai ready kab se
-
Tuney call kiya tha, tab se
-
Sherwani rastey mein hai
-
Sehra bhi order karwaya
-
Chal hatt, haha!
-
Sabki baraatein aayi
-
Sabki baraatein aayi, doli main bhi laaunga
-
Dulhan bana ke tujhko sang apne le jaunga
-
Sabki baraatein aayi
-
Sabki baraatein aayi, doli tu bhi laana
-
Dulhan bana ke humko, raja ji le jaana
-
Sabki baraatein aayi